Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajkumar (1964)
HomeRajkumar (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa aayi bahaar dil hai beqraar o mere raaj kumaar tere bin rahaa na jaaye aa jaa aayi bahaar dil hai beqraar o mere raaj kumaar tere bin rahaa na jaaye aa jaa jhonkon se jab bhi chale purwaayi jhonkon se jab bhi chale purwaayi tan meraa toote tan meraa toote aayi angdaayi aayi angdaayi dekhoon baar baar teraa intzaar o mere raaj kumaar tere bin rahaa na jaaye aa jaa aayi bahaar dil hai beqraar o mere raaj kumaar tere bin rahaa na jaaye aa jaa mann mein sunun main teri muraliyaa mann mein sunun main teri muraliyaa naachoon main chham chham naachoon main chham chham baaje paayaliyaa baaje paayaliyaa dil ka taar taar teri kare pukaar o mere raaj kumaar tere bin rahaa na jaaye aa jaa aayi bahaar dil hai beqraar o mere raaj kumaar tere bin rahaa na jaaye aa jaa jal ki machhariyaa jal mein hai pyaasi jal ki machhariyaa jal mein hai pyaasi khushiyon ke din hain khushiyon ke din hain phir bhi udaasi phir bhi udaasi le kar meraa pyaar aa jaa ab ke baar o mere raaj
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe hooo hooo hoooo hooooooooo dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa haaye hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe aaaa haaa haaaa haaaaaa kya bataun kya dil ka haal hai jis ghadi se mile ho jaise saikadon bijliyaan giri aur jal uthe hum dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa haaaa hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe hooo hooo hoooo hooooooooo ang ang mein meetha dard hai jhatpataaye mera dil ek dafaa mein hi qatal kar de tu mujhko mere qaatil dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe hooo hooo hoooo hooooooooo aaj dil ke tum itne paas ho jaise meri dhadkan ek aaj se apne jismon jaan ek apne tan mann dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa hoooo hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe aaaa haaa haaaa haaaaaa
hoshiyaaaar hoshiyaaaar jaane waale jaane waale zara hoshiyaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye aage peechhe aage peechhe humari sarkaar yahaan ke hum hain raaj kumar jaane waale amrici andaaz bhi seekhe hum europe ke raaz bhi seekhe amrici andaaz bhi seekhe hum europe ke raaz bhi seekhe hum se jo baazi le kar jaaye hai koi aisa saamne aaye hai koi aisa saamne aaye ho saari duniyaa saari duniyaa mein apni jaikaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye aage peechhe humari sarkaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye jaane waale hum se muhabbat hum se jawaani rang bhari hai apni kahaani hum se muhabbat hum se jawaani rang bhari hai apni kahaani seene mein lekar armaan bhara dil dhoondh rahe hai pyaar ki manzil dhoondh rahe hai pyaar ki manzil mere liye mere liye hai wo beqaraar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye aage peechhe humari sarkaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye jaane waale dard sa apne dil mein jo paaya jaan gaye hum kisne bulaaya
iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko tum se na sharaarat kar baithe nadaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kashti ko sambhalo maujon se toofaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein main kaise khudaa haafiz keh doon mujhko to kisi ka yakeen nahin main kaise khudaa
naach re mann badkamma thumak thumak badkamma main bhi naachun tu bhi naache har koi naache badkamma naach re mann badkamma thumak thumak badkamma main bhi naachun tu bhi naache har koi naache badkamma naach re mann badkamma thumak thumak badkamma paayal meri bole laaj ke ghunghat khole hoo oo paayal meri bole hoo oo jo dekhe rah jaaye dil ki duniyaan dole hoo dil ki duniyaan dole naach re mann badkamma thumak thumak badkamma main bhi naachun tu bhi naache har koi naache badkamma naach re mann badkamma thumak thumak badkamma mausam hai matwala hoo neend udaane wala hooo mausam hai matwala haa tan man rangta jaaye ek ek rang niraala hoo ek ek rang niraala naach re mann badkamma thumak thumak badkamma main bhi naachun tu bhi naache har koi naache badkamma naach re mann badkamma thumak thumak badkamma dil lut jaana chahe mit mit jaana chahe hoo dil lut jaana chahe hoo aaj kisi ke dil se dil takraana chaahe hoo dil takraana chaahe naach re mann badkamma thumak thumak
tum ne kisi ki jaan ko jaate hue dekha hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai tum ne kisi ki jaan ko jaate hue dekha hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai kya jaane kis kusoor ki di hain mujhe sazaayein kya jaane kis kusoor ki di hain mujhe sazaayein diwaana kar rahin hain tauba shikan adaayen zulfon mein mun chupa kar zulfon mein mun chupa kar mujh ko lubha rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai tum ne kisi ki jaan ko jaate hue dekha hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai ghabra rahi hai khud bhi bechain ho rahi hai ghabra rahi hai khud bhi bechain ho rahi hai apne hi khoon e dil mein daaman dubo rahi hai bejaan reh gaye hum bejaan reh gaye hum wo muskura rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai wo dekho mujhse ruth kar meri jaan ja rahi hai tum ne kisi ki
aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aao baitho humare pehlu mein penhaa le lo meri jalti huyi aankhon pe ye aankhen rakh do aye mere pyaar ke khaabon ki haseen shehzaadi honth kyun kaanp rahe hain zara kuchh to bolo tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aaj khelo meri zulfon se izaazat hai tumhen mujhko chhoo lo meri nas nas mein sharaare bhar do mere dildaar meri aankhon mein rehne waale main tumhaari hoon meri maang mein taare bhar do tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaa Aayi Bahaar Rajkumar (1964) 05:28 14025
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:28   Song Number : 14025   

Dilruba Dil Pe Tu Rajkumar (1964) 05:42 12177
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:42   Song Number : 12177   

Hum Hain Raaj Kumar Rajkumar (1964) 05:41 20622
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:41   Song Number : 20622   

Iss Rang Badalti Duniya Rajkumar (1964) 04:34 14027
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Kedar
Duration : 04:34   Song Number : 14027   

Nach Re Mann Badkamma Rajkumar (1964) 04:30 32133
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sadhna, Various
Duration : 04:30   Song Number : 32133   

Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko Rajkumar (1964) 05:28 31003
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhna
Duration : 05:28   Song Number : 31003   

Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye Rajkumar (1964) 05:27 15731
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:27   Song Number : 15731